Satranga - Arijit Singh - Animal - Song Lyrics - Ranbir Kapoor


Aadha teraa, ishq Aadha mera 
Aise ho poora chandrama 
O, tarah tera , ek tarah mera 
Baaqi andhera aasmaan 
Naa tere sang laage bandhe jo peepal pe  dhaare 
Yeh surme ke dhare behte  hain nazrein bachaa ke 
Badd rang mein satranga hain ye ishq ve 
Jogii main aur ganga hai yeh ishq re 

Maatha se laga loon haath chooke main pair tere 
Ho, rakh lu main tan pe zakham bana saare bair tere 
Rukna nani tu, hun russna nani main 
Tera ni reya tena khud da vi main 
Duniya tu hi hai meri , par nah ana , ab na ana 
Main ni ana , shehar tereh 

Jo phere sang laage  , rakhte wo humko jala ke 
Woh waade jhoote waade le ja tu kasme laga ke 
Rag rag me malanga hai ye ishq reh 
Kyun lahoo main hi ranga hai ye ishq reh
Ho, badd rang me satranaga hai yeh ishq reh 
Jogi main aur gangaa hai yeh ishq reh 

Tu meri saari yaadein paani me aaj baha de 
Ye teri bheegi aankhen rakh loon labon se laga ke 
Main samandar , parinda hai yeh ishq reh 
Man maatam aur zinda hai ye ishq reh.
Jogi main aur ganga hai ye ishq reh 

No comments:

Post a Comment